Safal Jeevan Ke 50 Sutre:
Pichle do dashako se badlav ki gati bohot tez hogayi hai. Karya-shaili poori tarah badal gayi hai. Mansik tanav bohot badh gaya hai. Zindgi ko jitna asan banane ki koshish karte hain utni uljhane badhti jati hain. Asan hal nahi sujhta kisi samaya ka. Iss pustak me jeevan ke har chote badhe pehluyon par gehen chintan kar unka bohot hi saral samadhan diya gaya hai. Iss pustak me kul 50 adhyaye hain. Har ek adhyaye kisi na kisi roop mein humare jeevan me kahin an kahin prabhav dalta hai. Aap sabhi pathako ujjwal bhavishya ki madhur kamna ke saath prastut Sri Paras Haria or Kaksh ki or se 'Safal jeevan ke 50 Sutre'.